"shafaq ka rang kitne valehana-pan se bikhra hai zamin o asman ne mil ke unvan-e-sahar likkha"

Aziz Ahmad Khan Shafaq
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Sherशेर
shafaq ka rang kitne valehana-pan se bikhra hai
'शफ़क़' का रंग कितने वालेहाना-पन से बिखरा है
bahut dinon se idhar us ko yaad bhi na kiya
बहुत दिनों से इधर उस को याद भी न किया
raat ik shakhs bahut yaad aaya
रात इक शख़्स बहुत याद आया
andhera itna hai ab shahr ke muhafiz ko
अंधेरा इतना है अब शहर के मुहाफ़िज़ को
na jaane kaun apahij bana raha hai hamen
न जाने कौन अपाहिज बना रहा है हमें
Popular Sher & Shayari
10 total"bahut dinon se idhar us ko yaad bhi na kiya bahut dinon se udhar ka khayal kyuun aaya"
"raat ik shakhs bahut yaad aaya jis ghaDi chand numudar hua"
"andhera itna hai ab shahr ke muhafiz ko har ek raat koi ghar jalana paDta hai"
"na jaane kaun apahij bana raha hai hamen safar men tark-e-safar ka khayal kyuun aaya"
raat ik shakhs bahut yaad aayaa
jis ghaDi chaand numudaar huaa
bahut dinon se idhar us ko yaad bhi na kiyaa
bahut dinon se udhar kaa khayaal kyuun aayaa
shafaq kaa rang kitne vaalehaana-pan se bikhraa hai
zamin o aasmaan ne mil ke unvaan-e-sahar likkhaa
andheraa itnaa hai ab shahr ke muhaafiz ko
har ek raat koi ghar jalaanaa paDtaa hai
na jaane kaun apaahij banaa rahaa hai hamein
safar mein tark-e-safar kaa khayaal kyuun aayaa
Ghazalग़ज़ल
har ik fankaar ne jo kuchh bhi likkhaa khub-tar likkhaa
हर इक फ़नकार ने जो कुछ भी लिक्खा ख़ूब-तर लिक्खा
zauq-e-amal ke saamne duuri simaT gai
ज़ौक़-ए-अमल के सामने दूरी सिमट गई
vaqt jab raah ki divaar huaa
वक़्त जब राह की दीवार हुआ
yahi nahin ki nazar ko jhukaanaa paDtaa hai
यही नहीं कि नज़र को झुकाना पड़ता है
khaak o khalaa kaa hisaar aur main
ख़ाक ओ ख़ला का हिसार और मैं
junun-navaaz safar kaa khayaal kyuun aayaa
जुनूँ-नवाज़ सफ़र का ख़याल क्यूँ आया





