Quote
"badle hue se lagte hain ab mausamon ke rang paDta hai asman ka saaya zamin par"

Hamdam Kashmiri
"badle hue se lagte hain ab mausamon ke rang paDta hai asman ka saaya zamin par"
"khudaya ajizi se main ne manga kya mila kya asar meri duaon ka ye ulTa kyuun hua hai"
"kahin pe naqs mile aur koi baat bane vo DhunDte hain mire suud men ziyan sa kuchh"
badle hue se lagte hain ab mausamon ke rang
paDtaa hai aasmaan kaa saayaa zamin par
khudaayaa aajizi se main ne maangaa kyaa milaa kyaa
asar meri duaaon kaa ye ulTaa kyuun huaa hai
kahin pe naqs mile aur koi baat bane
vo DhunDte hain mire suud mein ziyaan saa kuchh
koi bhi chiiz yahaan vaqt-e-zarurat na mili
कोई भी चीज़ यहाँ वक़्त-ए-ज़रूरत न मिली
ham ne zaahir kiyaa sukhan mein bahut
हम ने ज़ाहिर किया सुख़न में बहुत
bujhaai aag to raushan huaa dhuaan saa kuchh
बुझाई आग तो रौशन हुआ धुआँ सा कुछ
maslub aaftaab sar-e-shaam kyuun huaa
मस्लूब आफ़्ताब सर-ए-शाम क्यूँ हुआ
jaa-ba-jaa aag bichaai thi kabhi
जा-ब-जा आग बिछाई थी कभी
ek qatra na kahin khuun kaa bahaa mere baa'd
एक क़तरा न कहीं ख़ूँ का बहा मेरे बा'द