"aaya bhi koi dil men gaya bhi koi dil se aana nazar aaya na ye jaana nazar aaya"
Hijr Nazim Ali Khan
Hijr Nazim Ali Khan
Sherशेर
See all 12 →aaya bhi koi dil men gaya bhi koi dil se
आया भी कोई दिल में गया भी कोई दिल से
kuchh khabar hai tujhe o chain se sone vaale
कुछ ख़बर है तुझे ओ चैन से सोने वाले
kabhi ye fikr ki vo yaad kyuun karenge hamen
कभी ये फ़िक्र कि वो याद क्यूँ करेंगे हमें
ai hijr vaqt Tal nahin sakta hai maut ka
ऐ हिज्र वक़्त टल नहीं सकता है मौत का
haan haan tumhare husn ki koi khata nahin
हाँ हाँ तुम्हारे हुस्न की कोई ख़ता नहीं
kahegi hashr ke din us ki rahmat-e-be-had
कहेगी हश्र के दिन उस की रहमत-ए-बे-हद
Popular Sher & Shayari
24 total"kuchh khabar hai tujhe o chain se sone vaale raat bhar kaun tiri yaad men bedar raha"
"kabhi ye fikr ki vo yaad kyuun karenge hamen kabhi khayal ki khat ka javab aa.ega"
"ai hijr vaqt Tal nahin sakta hai maut ka lekin ye dekhna hai ki miTTi kahan ki hai"
"haan haan tumhare husn ki koi khata nahin main husn-e-ittifaq se divana ho gaya"
"kahegi hashr ke din us ki rahmat-e-be-had ki be-gunah se achchha gunah-gar raha"
kuchh khabar hai tujhe o chain se sone vaale
raat bhar kaun tiri yaad mein bedaar rahaa
us bazm mein jo kuchh nazar aayaa nazar aayaa
ab kaun bataae ki hamein kyaa nazar aayaa
kabhi ye fikr ki vo yaad kyuun kareinge hamein
kabhi khayaal ki khat kaa javaab aaegaa
ai hijr vaqt Tal nahin saktaa hai maut kaa
lekin ye dekhnaa hai ki miTTi kahaan ki hai
haan haan tumhaare husn ki koi khataa nahin
main husn-e-ittifaaq se divaana ho gayaa
kahegi hashr ke din us ki rahmat-e-be-had
ki be-gunaah se achchhaa gunaah-gaar rahaa
Ghazalग़ज़ल
sitam tir-e-nigaah-e-dilrubaa thaa
सितम तीर-ए-निगाह-ए-दिलरुबा था
tum bhi nigaah mein ho adu bhi nazar mein hai
तुम भी निगाह में हो अदू भी नज़र में है
vo shokh baam pe jab be-naqaab aaegaa
वो शोख़ बाम पे जब बे-नक़ाब आएगा
shab-e-firaaq kuchh aisaa khayaal-e-yaar rahaa
शब-ए-फ़िराक़ कुछ ऐसा ख़याल-ए-यार रहा
kuchh mohabbat mein ajab sheva-e-dil-daar rahaa
कुछ मोहब्बत में अजब शेव-ए-दिल-दार रहा
vo ye kahte hain zamaane ki tamannaa main huun
वो ये कहते हैं ज़माने की तमन्ना मैं हूँ





