"mohabbat is liye zahir nahin ki ki tum ko e'tibar aa.e na aa.e"

Mirza Asman Jah Anjum
Mirza Asman Jah Anjum
Sherशेर
See all 33 →mohabbat is liye zahir nahin ki
मोहब्बत इस लिए ज़ाहिर नहीं की
nahin hai der yahan apni jaan jaane men
नहीं है देर यहाँ अपनी जान जाने में
na tasalli na tashaffi na dilasa na vafa
न तसल्ली न तशफ़्फ़ी न दिलासा न वफ़ा
kuchh nahin ma.alum hota dil ki uljhan ka sabab
कुछ नहीं मालूम होता दिल की उलझन का सबब
khuda ka ghar bhi hai dil men buton ki chaah bhi hai
ख़ुदा का घर भी है दिल में बुतों की चाह भी है
main ne maana ki dil nahin nakam
मैं ने माना कि दिल नहीं नाकाम
Popular Sher & Shayari
66 total"nahin hai der yahan apni jaan jaane men tumhare aane ka bas intizar baaqi hai"
"na tasalli na tashaffi na dilasa na vafa umr ko kaTen tire chahne vaale kyun-kar"
"kuchh nahin ma.alum hota dil ki uljhan ka sabab kis ko dekha tha ilahi baal suljhate hue"
"khuda ka ghar bhi hai dil men buton ki chaah bhi hai sanam-kada bhi hai dil apna khanqah bhi hai"
"main ne maana ki dil nahin nakam phir mire kaam kyuun nahin aata"
un ke aane mein kyuun khalal Daalaa
satyanaas ho tiraa badli
kuchh kahaani nahin miraa qissa
tum suno aur kahaa kare koi
na puchhaa us masihaa se kisi ne
tire bimaar ki bhi kuchh davaa hai
nahin hai der yahaan apni jaan jaane mein
tumhaare aane kaa bas intizaar baaqi hai
haath TuTein jo chhuaa bhi ho haath
dukh gai un ki kalaai kyun-kar
jab main kahtaa huun ki naadim ho kuchh apne zulm par
sar jhukaa kar kahte hain sharm-o-hayaa se kyaa kahein
Ghazalग़ज़ल
dam-e-rukhsat jo un se kah ke main uTThaa khudaa-haafiz
दम-ए-रुख़्सत जो उन से कह के मैं उट्ठा ख़ुदा-हाफ़िज़
gar jafaa ki na ho vafaa maane
गर जफ़ा की न हो वफ़ा माने
pae-gunaah hai teri panaah ki takhsis
पए-गुनाह है तेरी पनाह की तख़सीस
dil le ke hamaaraa phirtaa hai ye kaun vatira teraa hai
दिल ले के हमारा फिरता है ये कौन वतीरा तेरा है
umid-e-mehr par ik hasrat-e-dil ham bhi rakhte the
उमीद-ए-मेहर पर इक हसरत-ए-दिल हम भी रखते थे
hamein zaahid jo kaafir jaantaa hai
हमें ज़ाहिद जो काफ़िर जानता है





