"gham na apna na ab khushi apni ya.ani duniya badal ga.i apni"

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sherशेर
See all 8 →gham na apna na ab khushi apni
ग़म न अपना न अब ख़ुशी अपनी
gham-o-karb-o-alam se duur apni zindagi kyuun ho
ग़म-ओ-कर्ब-ओ-अलम से दूर अपनी ज़िंदगी क्यूँ हो
usi ko ham samajh lete hain apna sadgi dekho
उसी को हम समझ लेते हैं अपना सादगी देखो
kahan rah jaa.e thak kar rah-navard-e-gham khuda jaane
कहाँ रह जाए थक कर रह-नवर्द-ए-ग़म ख़ुदा जाने
jab se fareb-e-zist men aane laga huun main
जब से फ़रेब-ए-ज़ीस्त में आने लगा हूँ मैं
ghubar-e-zindagi men laila-e-maqsud kya ma.ani
गुबार-ए-ज़िंदगी में लैला-ए-मक़्सूद क्या मअ'नी
Popular Sher & Shayari
16 total"gham-o-karb-o-alam se duur apni zindagi kyuun ho yahi jiine ka saman hain to phir in men kami kyuun ho"
"usi ko ham samajh lete hain apna sadgi dekho jo apne saath rah-e-shauq men do gaam aata hai"
"kahan rah jaa.e thak kar rah-navard-e-gham khuda jaane hazaron manzilen hain manzil-e-aram aane tak"
"jab se fareb-e-zist men aane laga huun main khud apni mushkilon ko baDhane laga huun main"
"ghubar-e-zindagi men laila-e-maqsud kya ma.ani vo divane hain jo is gard ko mahmil samajhte hain"
gham-o-karb-o-alam se duur apni zindagi kyuun ho
yahi jiine kaa saamaan hain to phir in mein kami kyuun ho
usi ko ham samajh lete hain apnaa saadgi dekho
jo apne saath raah-e-shauq mein do gaam aataa hai
gham na apnaa na ab khushi apni
yaani duniyaa badal gai apni
kahaan rah jaae thak kar rah-navard-e-gham khudaa jaane
hazaaron manzilein hain manzil-e-aaraam aane tak
jab se fareb-e-zist mein aane lagaa huun main
khud apni mushkilon ko baDhaane lagaa huun main
jis ne ji bhar ke tajalli ko kabhi dekhaa ho
koi aisaa bhi tiri jalva-gah-e-naaz mein hai
Ghazalग़ज़ल
hai koi mai-kash na baada hai na paimaane kaa naam
है कोई मय-कश न बादा है न पैमाने का नाम
nizaam-e-har-do-aalam intizaam-e-vusat-e-dil hai
निज़ाम-ए-हर-दो-आलम इंतिज़ाम-ए-वुसअ'त-ए-दिल है
naa vo masarrat gunaah mein hai na vo kashish ab savaab mein hai
ना वो मसर्रत गुनाह में है न वो कशिश अब सवाब में है
matlab na subh se na gharaz koi shaam se
मतलब न सुब्ह से न ग़रज़ कोई शाम से
rasm-o-niyaaz-e-naaz se ek maqaam par gayaa
रस्म-ओ-नियाज़-ए-नाज़ से एक मक़ाम पर गया
dard-e-dil soz-e-jigar yaad aaya
दर्द-ए-दिल सोज़-ए-जिगर याद आया





