"chandni raat ke anchal men sitare honge ham to tanha tiri yadon ke sahare honge"

Saleem Akhtar Mikrani
Saleem Akhtar Mikrani
Sherशेर
See all 8 →chandni raat ke anchal men sitare honge
चाँदनी रात के आँचल में सितारे होंगे
qarar ki justuju men the aur taDap rahe hain ajal ke aage
क़रार की जुस्तुजू में थे और तड़प रहे हैं अजल के आगे
main zaar zaar shab-e-intizar men tanha
मैं ज़ार ज़ार शब-ए-इंतिज़ार में तन्हा
sameT kar tiri yadon ki reshmi kirnen
समेट कर तिरी यादों की रेशमी किरनें
TuuT ke ashk barasne ka hai manzar har roz
टूट के अश्क बरसने का है मंज़र हर रोज़
loriyan teri hi sun kar niind aati thi mujhe
लोरियाँ तेरी ही सुन कर नींद आती थी मुझे
Popular Sher
8 total"qarar ki justuju men the aur taDap rahe hain ajal ke aage thi be-qarari khumar jin ka nikal ga.e hain sanbhal ke aage"
"main zaar zaar shab-e-intizar men tanha 'ufuq ka rang miri chashm ke ayagh men hai"
"sameT kar tiri yadon ki reshmi kirnen shab-e-firaq men hai mahtab mera dil"
"TuuT ke ashk barasne ka hai manzar har roz dil pe kab chha.i thi hasrat ki ghaTa yaad nahin"
"loriyan teri hi sun kar niind aati thi mujhe ik pari aghosh men har shab sulati thi mujhe"
Ghazalग़ज़ल
ik tajalli pe aashnaai kahaan
इक तजल्ली पे आश्नाई कहाँ
dekhaa thaa tujhe chhup kar shaidaa bhi huaa chupke
देखा था तुझे छुप कर शैदा भी हुआ चुपके
vo jo saanson mein basaa rahtaa hai khush-bu ki tarah
वो जो साँसों में बसा रहता है ख़ुशबू की तरह
vo kaisi be-kali thi 'ajab iztiraab thaa
वो कैसी बे-कली थी 'अजब इज़्तिराब था





