Quote
"allah allah ye hangama-e-paikar-e-hayat ab vo avaz bhi dete hain to sunte nahin ham"
S
Syed Nawab Afsar LakhnaviSyed Nawab Afsar Lakhnavi
allah allah ye hangama-e-paikar-e-hayat
अल्लाह अल्लाह ये हंगामा-ए-पैकार-ए-हयात
nakhuda maujon ki is narm-khirami pe na ja
नाख़ुदा मौजों की इस नर्म-ख़िरामी पे न जा
numud-e-sub.h se shab ki vo tirgi to ga.i
नुमूद-ए-सुब्ह से शब की वो तीरगी तो गई
kya kahen bazm men kuchh aisi jagah baiThe hain
क्या कहें बज़्म में कुछ ऐसी जगह बैठे हैं
hukm-e-lab-bandi farogh-e-dastan banta gaya
हुक्म-ए-लब-बंदी फ़रोग़-ए-दास्ताँ बनता गया
"allah allah ye hangama-e-paikar-e-hayat ab vo avaz bhi dete hain to sunte nahin ham"
"nakhuda maujon ki is narm-khirami pe na ja yahi maujen to badal jaati hain tufanon men"
"numud-e-sub.h se shab ki vo tirgi to ga.i ye aur baat ki suraj men raushni kam hai"
"kya kahen bazm men kuchh aisi jagah baiThe hain jam-e-mai hadsa ban jaa.e to ham tak pahunche"
"hukm-e-lab-bandi farogh-e-dastan banta gaya zakhm ko jitna dabaya khun-chakan banta gaya"
naakhudaa maujon ki is narm-khiraami pe na jaa
yahi maujein to badal jaati hain tufaanon mein
numud-e-subh se shab ki vo tirgi to gai
ye aur baat ki suraj mein raushni kam hai
kyaa kahein bazm mein kuchh aisi jagah baiThe hain
jaam-e-mai haadsa ban jaae to ham tak pahunche
allaah allaah ye hangaama-e-paikaar-e-hayaat
ab vo aavaaz bhi dete hain to sunte nahin ham
hukm-e-lab-bandi farogh-e-daastaan bantaa gayaa
zakhm ko jitnaa dabaayaa khun-chakaan bantaa gayaa