main ghar vaalon se bach kar mil rahaa thaa — Sanchit Pandey
"main ghar vaalon se bach kar mil rahaa thaa magar us se baraabar mil rahaa thaa bichhaD jaane kaa gham to thaa mujhe par main sab se muskuraa kar mil rahaa thaa kabhi jin mein the main ne phuul saunpe unhin haathon se patthar mil rahaa thaa"
Urdu
میں گھر والوں سے بچ کر مل رہا تھا مگر اس سے برابر مل رہا تھا بچھڑ جانے کا غم تو تھا مجھے پر میں سب سے مسکرا کر مل رہا تھا کبھی جن میں تھے میں نے پھول سونپے انہیں ہاتھوں سے پتھر مل رہا تھا
Hindi
मैं घर वालों से बच कर मिल रहा था मगर उस से बराबर मिल रहा था बिछड़ जाने का ग़म तो था मुझे पर मैं सब से मुस्कुरा कर मिल रहा था कभी जिन में थे मैं ने फूल सौंपे उन्हीं हाथों से पत्थर मिल रहा था
maiñ ghar vāloñ se bach kar mil rahā thā

Sanchit Pandey
Sanchit Pandey
poet3 quotes