SHAWORDS

saaqi hai garche be-shumaar sharaab — Mah Laqa Chanda

"saaqi hai garche be-shumaar sharaab nahin khush-tar sivaae yaar sharaab qatl par kis ke aaj hoti hai tausan-e-husn par savaar sharaab rakh karam par tire nazar mujrim nosh karte hain be-shumaar sharaab un ko aankhein dikhaa de Tuk saaqi chaahte hain jo baar baar sharaab yaa ali hashr mein do 'chandaa' ko aab-e-kausar ki khush-gavaar sharaab"
Urdu

ساقی ہے گرچہ بے شمار شراب نہیں خوش تر سوائے یار شراب قتل پر کس کے آج ہوتی ہے توسن حسن پر سوار شراب رکھ کرم پر ترے نظر مجرم نوش کرتے ہیں بے شمار شراب ان کو آنکھیں دکھا دے ٹک ساقی چاہتے ہیں جو بار بار شراب یا علی حشر میں دو چنداؔ کو آب کوثر کی خوش گوار شراب

Hindi

साक़ी है गरचे बे-शुमार शराब नहीं ख़ुश-तर सिवाए यार शराब क़त्ल पर किस के आज होती है तौसन-ए-हुस्न पर सवार शराब रख करम पर तिरे नज़र मुजरिम नोश करते हैं बे-शुमार शराब उन को आँखें दिखा दे टुक साक़ी चाहते हैं जो बार बार शराब या अली हश्र में दो 'चंदा' को आब-ए-कौसर की ख़ुश-गवार शराब

saaqī hai garche be-shumār sharāb
Mah Laqa Chanda
Mah Laqa Chanda
Mah Laqa Chanda
poet26 quotes