Quote
"shauq-e-aavaara dasht-o-dar se hai tohmat-e-sang zakhm-e-sar se hai jaada raah-e-bahisht ham ko nadim ye iram gard-e-rahguzar se hai aablon se nigaar-e-sahraa hai rishta-e-gham payaambar se hai ab kharaabi se hain dar-o-divaar ab jaras jaada-e-safar se hai ranj-e-be-chaargi shab-e-gham se bazm-e-mai muzhda-e-sahar se hai"







