SHAWORDS

chhoDaa nahin khudi ko dauDe khudaa ke pichhe — Abdul Hamid Adam

chhoDaa nahin khudi ko dauDe khudaa ke pichhe
aasaan ko chhoD bande mushkil ko DhunDte hain
Urdu

چھوڑا نہیں خودی کو دوڑے خدا کے پیچھے
آساں کو چھوڑ بندے مشکل کو ڈھونڈتے ہیں

Hindi

छोड़ा नहीं ख़ुदी को दौड़े ख़ुदा के पीछे
आसाँ को छोड़ बंदे मुश्किल को ढूँडते हैं

Abdul Hamid Adam
Abdul Hamid Adam
Abdul Hamid Adam
poet192 quotes