vasl ke baad bhi puuri nahin hoti khvaahish — Abrar Ahmad Kashif
vasl ke baad bhi puuri nahin hoti khvaahish
aur kuchh hai jo ye naadida badan chaahtaa hai
Urdu
وصل کے بعد بھی پوری نہیں ہوتی خواہش
اور کچھ ہے جو یہ نادیدہ بدن چاہتا ہے
Hindi
वस्ल के बाद भी पूरी नहीं होती ख़्वाहिश
और कुछ है जो ये नादीदा बदन चाहता है

Abrar Ahmad Kashif
Abrar Ahmad Kashif
poet6 quotes