tere jaane se zyaada hain na kam pahle the — Afzal Khan
tere jaane se zyaada hain na kam pahle the
ham ko laahaq hain vahi ab bhi jo gham pahle the
Urdu
تیرے جانے سے زیادہ ہیں نہ کم پہلے تھے
ہم کو لاحق ہیں وہی اب بھی جو غم پہلے تھے
Hindi
तेरे जाने से ज़्यादा हैं न कम पहले थे
हम को लाहक़ हैं वही अब भी जो ग़म पहले थे

Afzal Khan
Afzal Khan
poet48 quotes