SHAWORDS

main kisi se apne dil ki baat kah saktaa na thaa — Akhtar Ansari

HomeAkhtar AnsariShayari
main kisi se apne dil ki baat kah saktaa na thaa
ab sukhan ki aaD mein kyaa kuchh na kahnaa aa gayaa
Urdu

میں کسی سے اپنے دل کی بات کہہ سکتا نہ تھا
اب سخن کی آڑ میں کیا کچھ نہ کہنا آ گیا

Hindi

मैं किसी से अपने दिल की बात कह सकता न था
अब सुख़न की आड़ में क्या कुछ न कहना आ गया

Akhtar Ansari
Akhtar Ansari
Akhtar Ansari
poet69 quotes