kaise tum bhuul gae ho mujhe aasaani se — Aks Samastipuri
kaise tum bhuul gae ho mujhe aasaani se
ishq mein kuchh bhi to aasaan nahin hotaa hai
Urdu
کیسے تم بھول گئے ہو مجھے آسانی سے
عشق میں کچھ بھی تو آسان نہیں ہوتا ہے
Hindi
कैसे तुम भूल गए हो मुझे आसानी से
इश्क़ में कुछ भी तो आसान नहीं होता है

Aks Samastipuri
Aks samastipuri
poet18 quotes