koi surat bhi nahin milti kisi surat mein — Alam Khursheed
koi surat bhi nahin milti kisi surat mein
kuza-gar kaisaa karishma tire is chaak mein hai
Urdu
کوئی صورت بھی نہیں ملتی کسی صورت میں
کوزہ گر کیسا کرشمہ ترے اس چاک میں ہے
Hindi
कोई सूरत भी नहीं मिलती किसी सूरत में
कूज़ा-गर कैसा करिश्मा तिरे इस चाक में है

Alam Khursheed
Alam Khursheed
poet75 quotes