kisa-e-jaan mein tujhe dene ko ab kuchh bhi nahin — Allama Talib Jauhari
kisa-e-jaan mein tujhe dene ko ab kuchh bhi nahin
so du'aa-e-khair letaa jaa Thahar ai ajnabi
Urdu
کیسۂ جاں میں تجھے دینے کو اب کچھ بھی نہیں
سو دعائے خیر لیتا جا ٹھہر اے اجنبی
Hindi
कीसा-ए-जाँ में तुझे देने को अब कुछ भी नहीं
सो दु'आ-ए-ख़ैर लेता जा ठहर ऐ अजनबी

Allama Talib Jauhari
Allama Talib Jauhari
poet36 quotes