maang luun tujh se tujhi ko ki sabhi kuchh mil jaae — Ameer Minai
maang luun tujh se tujhi ko ki sabhi kuchh mil jaae
sau savaalon se yahi ek savaal achchhaa hai
Urdu
مانگ لوں تجھ سے تجھی کو کہ سبھی کچھ مل جائے
سو سوالوں سے یہی ایک سوال اچھا ہے
Hindi
माँग लूँ तुझ से तुझी को कि सभी कुछ मिल जाए
सौ सवालों से यही एक सवाल अच्छा है

Ameer Minai
Ameer Minai
poet169 quotes