milaa kar khaak mein bhi haae sharm un ki nahin jaati — Ameer Minai
milaa kar khaak mein bhi haae sharm un ki nahin jaati
nigah nichi kiye vo saamne madfan ke baiThe hain
Urdu
ملا کر خاک میں بھی ہائے شرم ان کی نہیں جاتی
نگہ نیچی کئے وہ سامنے مدفن کے بیٹھے ہیں
Hindi
मिला कर ख़ाक में भी हाए शर्म उन की नहीं जाती
निगह नीची किए वो सामने मदफ़न के बैठे हैं

Ameer Minai
Ameer Minai
poet169 quotes