kisi mis se jo naadaani mein kuchh mistake ho jaae — Ameerul Islam Hashmi
kisi mis se jo naadaani mein kuchh mistake ho jaae
duaa karte hain naadaani bhi faal-e-nek ho jaae
Urdu
کسی مس سے جو نادانی میں کچھ مسٹیک ہو جائے
دعا کرتے ہیں نادانی بھی فال نیک ہو جائے
Hindi
किसी मिस से जो नादानी में कुछ मिस्टेक हो जाए
दुआ करते हैं नादानी भी फाल-ए-नेक हो जाए

Ameerul Islam Hashmi
Ameerul Islam Hashmi
poet13 quotes