zaraa si main ne tarjihaat ki tartib badli thi — Anjum Khaleeq
zaraa si main ne tarjihaat ki tartib badli thi
ki aapas mein ulajh kar rah gae duniyaa o diin mere
Urdu
ذرا سی میں نے ترجیحات کی ترتیب بدلی تھی
کہ آپس میں الجھ کر رہ گئے دنیا و دیں میرے
Hindi
ज़रा सी मैं ने तरजीहात की तरतीब बदली थी
कि आपस में उलझ कर रह गए दुनिया ओ दीं मेरे

Anjum Khaleeq
Anjum Khaleeq
poet62 quotes