mumkin hai mil hi jaae maqaam-e-sukun kahin — Anwar Sabri
mumkin hai mil hi jaae maqaam-e-sukun kahin
taa marg ham-rikaab raho zindagi ke saath
Urdu
ممکن ہے مل ہی جائے مقام سکوں کہیں
تا مرگ ہم رکاب رہو زندگی کے ساتھ
Hindi
मुमकिन है मिल ही जाए मक़ाम-ए-सुकूँ कहीं
ता मर्ग हम-रिकाब रहो ज़िंदगी के साथ

Anwar Sabri
Anwar Sabri
poet56 quotes