apne mauqe pe har ik baat bhali hoti hai — Ashique Akbarabadi
apne mauqe pe har ik baat bhali hoti hai
shab-e-furqat mein ye sadme bhi mazaa dete hain
Urdu
اپنے موقع پہ ہر اک بات بھلی ہوتی ہے
شب فرقت میں یہ صدمے بھی مزا دیتے ہیں
Hindi
अपने मौक़े पे हर इक बात भली होती है
शब-ए-फ़ुर्क़त में ये सदमे भी मज़ा देते हैं

Ashique Akbarabadi
Ashique Akbarabadi
poet37 quotes