karne ko raushni ke taaaqub kaa tajraba — Azhar Inayati
karne ko raushni ke taaaqub kaa tajraba
kuchh duur mere saath bhi parchhaaiyaan gaiin
Urdu
کرنے کو روشنی کے تعاقب کا تجربہ
کچھ دور میرے ساتھ بھی پرچھائیاں گئیں
Hindi
करने को रौशनी के तआक़ुब का तजरबा
कुछ दूर मेरे साथ भी परछाइयाँ गईं

Azhar Inayati
Azhar Inayati
poet91 quotes