jaane kin rishton ne mujh ko baandh rakkhaa hai ki main — Bashar Nawaz
jaane kin rishton ne mujh ko baandh rakkhaa hai ki main
muddaton se aandhiyon ki zad mein huun bikhraa nahin
Urdu
جانے کن رشتوں نے مجھ کو باندھ رکھا ہے کہ میں
مدتوں سے آندھیوں کی زد میں ہوں بکھرا نہیں
Hindi
जाने किन रिश्तों ने मुझ को बाँध रक्खा है कि मैं
मुद्दतों से आँधियों की ज़द में हूँ बिखरा नहीं

Bashar Nawaz
Bashar Nawaz
poet29 quotes