shokhi se Thaharti nahin qaatil ki nazar aaj — Dagh Dehlvi
shokhi se Thaharti nahin qaatil ki nazar aaj
ye barq-e-balaa dekhiye girti hai kidhar aaj
Urdu
شوخی سے ٹھہرتی نہیں قاتل کی نظر آج
یہ برق بلا دیکھیے گرتی ہے کدھر آج
Hindi
शोख़ी से ठहरती नहीं क़ातिल की नज़र आज
ये बर्क़-ए-बला देखिए गिरती है किधर आज

Dagh Dehlvi
Dagh Dehlvi
poet372 quotes