zaahid na kah buri ye mastaane aadmi hain — Dagh Dehlvi
zaahid na kah buri ye mastaane aadmi hain
tujh ko lipaT paDeinge divaane aadmi hain
Urdu
زاہد نہ کہہ بری یہ مستانے آدمی ہیں
تجھ کو لپٹ پڑیں گے دیوانے آدمی ہیں
Hindi
ज़ाहिद न कह बुरी ये मस्ताने आदमी हैं
तुझ को लिपट पड़ेंगे दीवाने आदमी हैं

Dagh Dehlvi
Dagh Dehlvi
poet372 quotes