Shayari
tamaam shahr se main jang jiit saktaa huun
magar main tum se bichhaDte hi haar jaaungaa
sar uThaate hain yahaan bhi asr-e-haazir ke yazid
kal ye khitta bhi mahaaz-e-karbalaa ho jaaegaa
سر اٹھاتے ہیں یہاں بھی عصر حاضر کے یزید
کل یہ خطہ بھی محاذ کربلا ہو جائے گا
सर उठाते हैं यहाँ भी अस्र-ए-हाज़िर के यज़ीद
कल ये ख़ित्ता भी महाज़-ए-कर्बला हो जाएगा
