baras rahi hai udaasi tamaam aangan mein — Farooq Engineer
baras rahi hai udaasi tamaam aangan mein
vo rat-jagon ki haveli baDe azaab mein hai
Urdu
برس رہی ہے اداسی تمام آنگن میں
وہ رت جگوں کی حویلی بڑے عذاب میں ہے
Hindi
बरस रही है उदासी तमाम आँगन में
वो रत-जगों की हवेली बड़े अज़ाब में है

Farooq Engineer
Farooq Engineer
poet28 quotes