ummid ki sukhti shaakhon se saare patte jhaD jaaeinge — Ghulam Mohammad Qasir
ummid ki sukhti shaakhon se saare patte jhaD jaaeinge
is khauf se apni tasvirein ham saal-ba-saal banaate hain
Urdu
امید کی سوکھتی شاخوں سے سارے پتے جھڑ جائیں گے
اس خوف سے اپنی تصویریں ہم سال بہ سال بناتے ہیں
Hindi
उम्मीद की सूखती शाख़ों से सारे पत्ते झड़ जाएँगे
इस ख़ौफ़ से अपनी तस्वीरें हम साल-ब-साल बनाते हैं

Ghulam Mohammad Qasir
Ghulam Mohammad Qasir
poet90 quotes