begam bhi hain khaDi hui maidaan-e-hashr mein — Hashim Azimabadi
begam bhi hain khaDi hui maidaan-e-hashr mein
mujh se mire gunah kaa hisaab ai khudaa na maang
Urdu
بیگم بھی ہیں کھڑی ہوئی میدان حشر میں
مجھ سے مرے گنہ کا حساب اے خدا نہ مانگ
Hindi
बेगम भी हैं खड़ी हुई मैदान-ए-हश्र में
मुझ से मिरे गुनह का हिसाब ऐ ख़ुदा न माँग

Hashim Azimabadi
Hashim Azimabadi
poet18 quotes