shab-e-maah mein jab bhi ye dard uThaa kabhi bait kahe likhi chaand-na — Ibn۔E۔Insha
shab-e-maah mein jab bhi ye dard uThaa kabhi bait kahe likhi chaand-nagar
kabhi koh se jaa sar phoD mare kabhi qais ko jaa ustaad kiyaa
Urdu
شب ماہ میں جب بھی یہ درد اٹھا کبھی بیت کہے لکھی چاند نگر
کبھی کوہ سے جا سر پھوڑ مرے کبھی قیس کو جا استاد کیا
Hindi
शब-ए-माह में जब भी ये दर्द उठा कभी बैत कहे लिखी चाँद-नगर
कभी कोह से जा सर फोड़ मरे कभी क़ैस को जा उस्ताद किया

Ibn۔E۔Insha
Ibn۔e۔Insha
poet82 quotes