ab ye bhi nahin Thiik ki har dard miTaa dein — Jan Nisar Akhtar
ab ye bhi nahin Thiik ki har dard miTaa dein
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hain
Urdu
اب یہ بھی نہیں ٹھیک کہ ہر درد مٹا دیں
کچھ درد کلیجے سے لگانے کے لیے ہیں
Hindi
अब ये भी नहीं ठीक कि हर दर्द मिटा दें
कुछ दर्द कलेजे से लगाने के लिए हैं

Jan Nisar Akhtar
Jan Nisar Akhtar
poet74 quotes