miri shaaeri mein na raqs-e-jaam na mai ki rang-fishaaniyaan — Kaleem Aajiz
miri shaaeri mein na raqs-e-jaam na mai ki rang-fishaaniyaan
vahi dukh-bharon ki hikaayatein vahi dil-jalon ki kahaaniyaan
Urdu
مری شاعری میں نہ رقص جام نہ مے کی رنگ فشانیاں
وہی دکھ بھروں کی حکایتیں وہی دل جلوں کی کہانیاں
Hindi
मिरी शाएरी में न रक़्स-ए-जाम न मय की रंग-फ़िशानियाँ
वही दुख-भरों की हिकायतें वही दिल-जलों की कहानियाँ

Kaleem Aajiz
Kaleem Aajiz
poet127 quotes