manzil pe bhi pahunch ke mayassar nahin sakun — Karamat Ali Karamat
manzil pe bhi pahunch ke mayassar nahin sakun
majbur is qadar hain shuur-e-safar se ham
Urdu
منزل پہ بھی پہنچ کے میسر نہیں سکوں
مجبور اس قدر ہیں شعور سفر سے ہم
Hindi
मंज़िल पे भी पहुँच के मयस्सर नहीं सकूँ
मजबूर इस क़दर हैं शुऊर-ए-सफ़र से हम

Karamat Ali Karamat
Karamat Ali Karamat
poet38 quotes