tiri sadaa kaa hai sadiyon se intizaar mujhe — Khalilur Rahman Azmi
tiri sadaa kaa hai sadiyon se intizaar mujhe
mire lahu ke samundar zaraa pukaar mujhe
Urdu
تری صدا کا ہے صدیوں سے انتظار مجھے
مرے لہو کے سمندر ذرا پکار مجھے
Hindi
तिरी सदा का है सदियों से इंतिज़ार मुझे
मिरे लहू के समुंदर ज़रा पुकार मुझे

Khalilur Rahman Azmi
Khalilur Rahman Azmi
poet119 quotes