SHAWORDS

ab in hudud mein laayaa hai intizaar mujhe — Khumar Barabankavi

ab in hudud mein laayaa hai intizaar mujhe
vo aa bhi jaaein to aae na e'tibaar mujhe
Urdu

اب ان حدود میں لایا ہے انتظار مجھے
وہ آ بھی جائیں تو آئے نہ اعتبار مجھے

Hindi

अब इन हुदूद में लाया है इंतिज़ार मुझे
वो आ भी जाएँ तो आए न ए'तिबार मुझे

Khumar Barabankavi
Khumar Barabankavi
Khumar Barabankavi
poet92 quotes