mujh se kahaa jibril-e-junun ne ye bhi vahi-e-ilaahi hai — Majrooh Sultanpuri
mujh se kahaa jibril-e-junun ne ye bhi vahi-e-ilaahi hai
mazhab to bas mazhab-e-dil hai baaqi sab gumraahi hai
Urdu
مجھ سے کہا جبریل جنوں نے یہ بھی وحی الٰہی ہے
مذہب تو بس مذہب دل ہے باقی سب گمراہی ہے
Hindi
मुझ से कहा जिब्रील-ए-जुनूँ ने ये भी वही-ए-इलाही है
मज़हब तो बस मज़हब-ए-दिल है बाक़ी सब गुमराही है

Majrooh Sultanpuri
Majrooh Sultanpuri
poet94 quotes