kisi bhi ghar mein sahi raushni to hai ham se — Manzar Ayubi
kisi bhi ghar mein sahi raushni to hai ham se
numud-e-subh se pahle to mat bujhaao hamein
Urdu
کسی بھی گھر میں سہی روشنی تو ہے ہم سے
نمود صبح سے پہلے تو مت بجھاؤ ہمیں
Hindi
किसी भी घर में सही रौशनी तो है हम से
नुमूद-ए-सुब्ह से पहले तो मत बुझाओ हमें

Manzar Ayubi
Manzar Ayubi
poet8 quotes