main us ke baare mein itnaa ziyaada sochtaa huun — Manzoor Hashmi
main us ke baare mein itnaa ziyaada sochtaa huun
ki ek roz use ru-ba-ru to honaa hai
Urdu
میں اس کے بارے میں اتنا زیادہ سوچتا ہوں
کہ ایک روز اسے روبرو تو ہونا ہے
Hindi
मैं उस के बारे में इतना ज़ियादा सोचता हूँ
कि एक रोज़ उसे रू-ब-रू तो होना है

Manzoor Hashmi
Manzoor Hashmi
poet48 quotes