SHAWORDS

aise lagtaa hai badan kaaT rahi hai meraa — Mohammad Mustahsan Jami

aise lagtaa hai badan kaaT rahi hai meraa
jis aziyyat kaa abhi naam nahin hai koi
Urdu

ایسے لگتا ہے بدن کاٹ رہی ہے میرا
جس اذیت کا ابھی نام نہیں ہے کوئی

Hindi

ऐसे लगता है बदन काट रही है मेरा
जिस अज़िय्यत का अभी नाम नहीं है कोई

Mohammad Mustahsan Jami
Mohammad Mustahsan Jami
Mohammad Mustahsan Jami
poet131 quotes