vo lamha bhar ki kahaani ki umr bhar mein kahi — Mohsin Naqvi
vo lamha bhar ki kahaani ki umr bhar mein kahi
abhi to khud se taqaaze the ikhtisaar ke bhi
Urdu
وہ لمحہ بھر کی کہانی کہ عمر بھر میں کہی
ابھی تو خود سے تقاضے تھے اختصار کے بھی
Hindi
वो लम्हा भर की कहानी कि उम्र भर में कही
अभी तो ख़ुद से तक़ाज़े थे इख़्तिसार के भी

Mohsin Naqvi
Mohsin Naqvi
poet90 quotes