zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhi thi — Mohsin Naqvi
zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhi thi
meri tarah kisi se mohabbat use bhi thi
Urdu
ذکر شب فراق سے وحشت اسے بھی تھی
میری طرح کسی سے محبت اسے بھی تھی
Hindi
ज़िक्र-ए-शब-ए-फ़िराक़ से वहशत उसे भी थी
मेरी तरह किसी से मोहब्बत उसे भी थी

Mohsin Naqvi
Mohsin Naqvi
poet90 quotes