baaton ne us ki ham ko khaamosh kar diyaa hai — Mushafi Ghulam Hamdani
baaton ne us ki ham ko khaamosh kar diyaa hai
aage zabaan thi lekin ab gosh kar diyaa
Urdu
باتوں نے اس کی ہم کو خاموش کر دیا ہے
آگے زباں تھی لیکن اب گوش کر دیا
Hindi
बातों ने उस की हम को ख़ामोश कर दिया है
आगे ज़बाँ थी लेकिन अब गोश कर दिया

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes