jaan ko jaise nikaale hai koi qaalib se — Mushafi Ghulam Hamdani
jaan ko jaise nikaale hai koi qaalib se
kyaa buri tarah tire kuche se ham nikle hain
Urdu
جان کو جیسے نکالے ہے کوئی قالب سے
کیا بری طرح ترے کوچے سے ہم نکلے ہیں
Hindi
जान को जैसे निकाले है कोई क़ालिब से
क्या बुरी तरह तिरे कूचे से हम निकले हैं

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes