SHAWORDS

dam-e-khvaab-e-raahat bulaayaa unhon ne to dard-e-nihaan ki kahaani ka — Muztar Khairabadi

dam-e-khvaab-e-raahat bulaayaa unhon ne to dard-e-nihaan ki kahaani kahungaa
miraa haal likhne ke qaabil nahin hai agar mil gae to zabaani kahungaa
Urdu

دم خواب راحت بلایا انہوں نے تو درد نہاں کی کہانی کہوں گا
مرا حال لکھنے کے قابل نہیں ہے اگر مل گئے تو زبانی کہوں گا

Hindi

दम-ए-ख़्वाब-ए-राहत बुलाया उन्हों ने तो दर्द-ए-निहाँ की कहानी कहूँगा
मिरा हाल लिखने के क़ाबिल नहीं है अगर मिल गए तो ज़बानी कहूँगा

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes