ye kis maqaam pe tanhaai saunpte ho mujhe — Nasir Zaidi
ye kis maqaam pe tanhaai saunpte ho mujhe
ki ab to tark-e-tamannaa kaa hausla bhi nahin
Urdu
یہ کس مقام پہ تنہائی سونپتے ہو مجھے
کہ اب تو ترک تمنا کا حوصلہ بھی نہیں
Hindi
ये किस मक़ाम पे तन्हाई सौंपते हो मुझे
कि अब तो तर्क-ए-तमन्ना का हौसला भी नहीं

Nasir Zaidi
Nasir Zaidi
poet30 quotes