muddatein guzri hain tark-e-aarzu ko phir bhi 'raaz' — Raaz Muradabadi
muddatein guzri hain tark-e-aarzu ko phir bhi 'raaz'
aaj tak ik naqsh-e-hasrat dil ke aaine mein hai
Urdu
مدتیں گزری ہیں ترک آرزو کو پھر بھی رازؔ
آج تک اک نقش حسرت دل کے آئینے میں ہے
Hindi
मुद्दतें गुज़री हैं तर्क-ए-आरज़ू को फिर भी 'राज़'
आज तक इक नक़्श-ए-हसरत दिल के आईने में है

Raaz Muradabadi
Raaz Muradabadi
poet37 quotes