kahin koi diyaa jaltaa hai to us ke ishaare par — Raghvendra Dwivedi
kahin koi diyaa jaltaa hai to us ke ishaare par
havaa bhi us ki marzi se chalaa karti hai duniyaa mein
Urdu
کہیں کوئی دیا جلتا ہے تو اس کے اشارے پر
ہوا بھی اس کی مرضی سے چلا کرتی ہے دنیا میں
Hindi
कहीं कोई दिया जलता है तो उस के इशारे पर
हवा भी उस की मर्ज़ी से चला करती है दुनिया में

Raghvendra Dwivedi
Raghvendra Dwivedi
poet83 quotes