utni hi nigaahon ki miri pyaas baDhi hai — Shahab Ashraf
utni hi nigaahon ki miri pyaas baDhi hai
jitni ki tujhe dekh ke taskin hui hai
Urdu
اتنی ہی نگاہوں کی مری پیاس بڑھی ہے
جتنی کہ تجھے دیکھ کے تسکین ہوئی ہے
Hindi
उतनी ही निगाहों की मिरी प्यास बढ़ी है
जितनी कि तुझे देख के तस्कीन हुई है
S
Shahab Ashraf
Shahab Ashraf
poet6 quotes